Pages

Thursday 10 November 2016

Huzoor Mery To Sari Bahar Naat Lyrics

Huzoor Mery To Sari Bahar aap se hai
Ma Beqarar ha mera qarar apse hai
-------------------------------------
Mery to Hasti hi kya hai mera gareeb nawaz
Jo mil rha hai mujha sara payar apse hai
-------------------------------------
Kahan wo Arz e Madina Khan mery Hasti
Ye Hazri ka sabab baar baar apse hai
-------------------------------------
Siyah qaar hun Aaqa Bari Nadamat hai
Qasam Khuda ke ye mera waqar apse hai
-------------------------------------
Mohabbaton ka sila kon esa seta hai
Sonahri Jaliyon ma yaar e Gaar apse hai
-------------------------------------
Huzoor apke yadon ma Ashq e Rahmat Hai
Ye Mery Aankh Zaya Ashq Baar Apse Hai
-------------------------------------
Written Naat Huzoor Mery To Sari Bahr Apse Hai