Thursday 10 November 2016

Mera Mola Karam Ho Karam Hamad Lyrics

Mera Moula karam ho karam
Mera Moula karam ho karam
Tujh se feryad krta han ham
Mera Moula karam ho karam
Mera Moula karam ho karam

Ye zameen or ye aasman 
tera qabza ma han do jhan
Sub pe tu he to hai mehraban
Ham tera der se jain khan
Tu he sunta hai sub ke sada
tu he rakhta hai sub ka bharam
Mera Moula karam ho karam
Mera Moula karam ho karam

Be kason ko sahara mila
Dubton ko Kinara mila
Sir se Tofan pul ma talaa
Jo tera ik ishara mila
tu kra jo maherbaniyan
door ho jain hr ak gum
Mera Moula karam ho karam
Mera Moula karam ho karam
Mera moula karam ho karam written naat