Wo Jo Chahain Chand Ko Toor Dain Unhain Ikhtiyaar Diya Gaya
Wo Phir Uske Tukron Ko Joor Dain Unhain Ikhtiyar Diya Gaya
Jo Ali Ke Aser Qaza Hue To Wo Waqat Pr Hi Aada Hue
Chupa Aaftab Ko Moorna Unhain Ikhtiyar Diya Gya
Wo Nabi Ke Muthi Ka Mojza Keh Wama Ramaeta Kaha Khuda
Wo Nigah e Kufer Ko Moor Dain Unhain Ikhtiyaar Diya Gya
Kunwa Khara Anas Ke Ghar Ma Tha Likha Hai Ye Qutba Hadeeth Me
Khara Pan Luaab Se Tore Dain Unhain Ikhtiyaar Dya Gya
Kiya Maaf Unko Jo Aaye Tha Jo Sahabi Roza Ko Toor Ke
Wo Saza Ke Had Ko Bhi Shore Dain Unhain Ikhtiyaar Diya Gya
Likho Nazish Unka Ye Mojza Keh Kisi Ke Aankh Nikal Gae
Wo Luabe Pak Se Jore Dain Unhain Ikhtiyar Diya Gya